kehte hain ki is marz ki dawa nahi hai koi, tadapta hai dil, par shikwa nahi hai koi, hum to dua yeh karte hain khuda se, koi bache na kabhi dil ki is khata se