Kitna pyaar karte hain use jataa na sake.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khud ki mohabbat fanaa kaun karega,
sab nek banenge toh gunaah kaun karega,
Ae khuda bewafa sanam ko salaamat rakhna,
warna roz mere marne ki dua kaun karega....

Meri Zindagi ko kis hadd tak badla usne use pataa nahi
Shayari aa gayi muzhe, jisne aaj tak ek sher padha nahi.
Is ehsaan ka lekin shukriya na adaa kar sake,
Kitna pyaar karte hain use jataa na sake.
 
Top