Kisi ne pucha pyar kya hai

Kisi ne pucha pyar kya hai,maine kanto par chal kar bata diya,
kitna pyar karoge usko,maine pura asman dikha diya,
kaise rakhoge unko,maine halke se phulon ko sehla diya,
kisi ki nazar lag gayi to, maine palko mein us ko chupa liya,
jaan se bhi pyara kisay kehte hai,maine 'preet ka naam bta diya'..
 
Top