Jahan bhi ho chale aao tumhen yaadein bulati hain, Tumhare sath jo guzarien thien wohi shamein bulati hain, Yeh na samjho tumhare bin kisi ka dil nahin rota, Kisi ki aj bhi tum ko udaas aankhen bulati hain.......