Khud ko bhool jaunga lekin usko bhula sakta nahi.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Dard itna hai k seh main sakta nahin
Dil to kehta hai k kehdUn magar keh sakta nahin

Us ko chahta hUn jane kAb se?
Janna chahta hUn magar jan sakta nahin

Is qadar manga hai usko duaon mEin magar
Jo meri kismat mEin nahin woh mujhe mil sakta nahin

Us ka milna arman tha dil ka.. dil mein hi ye arman reh gaya
Kash woh mujh se ye kehta jo main keh sakta nahin

Soo (100) jatan karta hUn usko bhool jane k liye
Khud ko bhool jaunga lekin usko bhula sakta nahi.
 
Top