Beshak shikayat kar magar kuch guftagu to kar; Tera khamosh rehna mujhe takleef deta hai.
ลgǝи†.47 Codename 47 Mar 31, 2015 #1 Beshak shikayat kar magar kuch guftagu to kar; Tera khamosh rehna mujhe takleef deta hai.
Era Prime VIP Mar 31, 2015 #2 Shikayat karne ka ab sabab nahi.... Tumse guftagu karna ab takleef deta hai
dilbardeewana VIP Mar 31, 2015 #4 Ek nafrat hii nahin duniyaa mein dard kaa sabab Muhabbat bhii sakoonwaalon ko badii takleef deta hain...
Ek nafrat hii nahin duniyaa mein dard kaa sabab Muhabbat bhii sakoonwaalon ko badii takleef deta hain...