Karta hoon main sirf tumse pyar

~¤Akash¤~

Prime VIP
Teri yaad jab aati hai
Yaad aati hai teri bewafayee
Tune diye jo mujhko aanso
Yaad aata tera woh pyaar
Jo kho gaya kahin dur
Chaha jise jaan se bhi zyada
Yaad aaya na usko koi vada
Woh teri tasveer ko mera niharna
Par ab aankho mein sirf nafrat ubharna
Ab nahin karta hoon main tujhse pyar
Nahin ban na chahta hoon main tera yaar
Par kya iski izazat deta hai mujhe mera pyar?
Karoon main kya?
Karta hoon main sirf tumse pyar
 
Top