Bhajan Karo Koi Lakh Kareiya Ek Aur Hai...

Dhillon

Dhillon Sa'aB™
Staff member
Karo koi lakh kareiya ek aur hai.
Kareiya ek aur hai, bhakta ko bheedi aur hai.
Kahe Hirnakush marunga Prahlad ne,
Marunga Prahlad ne meri khadag kathor hai.
Kahe Dusshashan sun yeh Dropadhi,
Karunga tan nagan bhuja mein meri zor hai.
Kahe Kansh Vasudev ko nirvansha karu,
Karunga nirvansha Shishupalake sirmor hai.
Raanoji boliyo sun yeh Metarri,
Dau tan zehar-vish yohi mero zor hai.
Meera ke Prabhu Girdhar-Naagar,
Karta ko karaiya ek Nand ko Kishore hai.
 
Top