Old Lyrics Kahin Janab Ko Mera To Intezar Lyrics - Amir Garib (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Tha intzar jiska woh rat aa gayi hain
Tha intzar jiska woh rat aa gayi hain
Dulha miya kaha hain barat aa gayi hain
Ulajhe huye hai sahib uljhan ko dhundhate hain
Mehfil me dosto kee dushman ko dhundhate hain

Nashe kaa jhonka hai
Woh nazar kaa dhokha hai woh
Nashe kaa jhonka hai
Woh nazar kaa dhokha hai woh
Hujur ayega woh jarur ayega woh
Magar woh naa ansu kaa ho yaha
Kisi pe kya hai yakin kahee woh main toh nahee
Kisi pe kya hai yakin kahee
Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kisi pe kya hai yakin kahee woh main toh nahee
Kisi pe kya hai yakin kahee
Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi

Nazar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun
Nazar udas hain kyun labo pe pyas hain kyun
Uthao jam piyo usi ke nam piyo
Gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi
Gujarne do yeh ghadi badi hain rat padi
Ke thodi der me woh kahega aake suno
tumhe karar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi

Yeh amir aur garib jara se aaye karib
Yeh amir aur garib jara se aaye karib
Toh koyi bat bane meri barat bane
Yahi toh soch ke ha mai aa gaya hu yahan
Yahi toh soch ke ha mai aa gaya hu yahan
Yeh meri bhul sahi galat asul sahi,
Mai sharmasar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi

Mera jo hal hai abb kiya hai tumne yeh sab
Mera jo hal hai abb kiya hai tumne yeh sab
Tumhara kam hai yeh ke intekam hai yeh
Diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe
Diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe,
Yahi hai mera
Khija hai nam mera ke main bahar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kisi pe kya hai yakin kahee
Woh main toh nahee, kutch aitbar nahee
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi
Kahee janab ko mera toh intezaar nahi.
 
Top