Rajat
Prime VIP
Kachi umer k guzre salon ki terhan
Her lerki lagti hain magan kheyalon ki terhan
Lamhe beet jate hain to wakat bhi badal jata hai
Aur wo rah jati hai mehaz sawalon ki terhan
Andere main chamkti zra ci kiran
Lagti hai usay roshan ujalaon ki terhan
Nahi malom usay zindagi k mizaj ka
So rah jati hai an-gint chalon ki terhan
Kismet hain muhabat ko maan samajhne wali
Yaad rah jati hai kahani main siraf hawalon ki terhan