judaai ke khayaal hi se ro dete hain,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khaab mai bhi gar tumhe kho dete hain,
judaai ke khayaal hi se ro dete hain,
ye ab jaa kar jana humne..
log muhobatt mai jaan kyo dete hain...!
===========================
aankhen bandh karnge to hame hi dekhonge,
aankhen kholonge to hame hi paonge,
zindagi me kabhi rona mat,
warna un ansuo ke sath tum hame bhi gavaoge
===========================
koi hai jo hame yaad karta hai
apno me bhi hame yaad karta hai
bahot khusnasib hai hum
door rehkar bhi koi to hame yad karta hai
===========================
kabhi subha ko yaad aate ho
kabhi sham ko yaad aate ho
ab kya kahu aap kitna yaad aate ho
dekhta hu aaina aur nazar aap aate ho
==========================
rone se gham e dil ka guzara nahi hota.
HAr shakhs dil ka sahara nahi hota.
uss roz lagta hai bekar jiye hum,
jis roz zikr tumhara nahi hota.
==========================
mere wajod main wafa ki roshni utaar dy
phir itna pyar dy k mujhe chahaton main maar dy
buhat udas the so uth k tere pas a gay
kuch aesi baat kar jo dil ko chain rooh ko qarar dy
suna hai tere aik nazar sanwaarti hai zindgi
jo ho saky to ajj meri zindgi sanwaar dy..
===========================
 
Top