main ranjha na tha tu heer na thi
hum apna pyar nibha n sake
yun pyar ke khawab bahut dekhe
taabir magar hum paa na sake
maine to bahut chaha lekin
tu rakh na saki vaaadon ka bharam
ab reh reh kar yaar aata hai
jo tune kiya is dil par sitam...........