jisay dukh kahon aur tum say kahon

~¤Akash¤~

Prime VIP
koi aisa gahra dukh bhi nahin
jisay dukh kahon aur tum say kahon
bus yunhi chup hojata hon
kissi ujray ghar ki mati per
jub sham dhalay
kissi cheel ko sar nahwaray pata hon
kho jata hon
tum pochtay ho koi dukh to nahin
main aik nazar tumhain dekhta hon
aur kahta hon
koi aisa gahera bhi nahin
jisay dukh samjhon
aur tum say kahon
jub dekhta hon aisa manzar
main mazi main kho jata hon
main younhi chup hojata hon














lines main nahi likhiya eslai pta nahi kis diyan ne chalo fir
aasi esnu unknown keh skde haan thank you
 
Top