jab hua zikar zamane mai muhabbat ka muje apne dil ki nakami

~¤Akash¤~

Prime VIP
aye muhabbat tere anjam pe rona aaya
jane kioun aaj tere naam pai runa aaya
yoon tu har shaam umeedoon par guzar jati thi
aaj kuch baat hai jo sham pe rona aaya
kabi taqdir ka matam kabi dunya ka gila
manzal-e-ishq par har qadam rona aaya
jab hua zikar zamane mai muhabbat ka
muje apne dil ki nakami pe rona aaya
 
Top