Lyrics Ishq Wala Love - Student Of The Year

#Jatt On Hunt

47
Staff member
Song Name: Ishq Wala Love
Movie: Student Of The Year
(2012)
Singer(s): Shekhar Ravjiani,
Salim Merchant, Neeti Mohan
Music Director: Vishal Dadlani,
Shekhar Ravjiani
Lyricist: Anvita Dutt Guptan
Song Duration : 4:17 Min
Label: Sony Music
.
.
Lyrics of Ishq Wala Love
.
Surkh wala soz wala faiz wala
love
Hota hai jo love se zyada
Waise wala love
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh
Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Meri neend jaise pehli baar tuti
hai
Aankhien mulke maine dekhi
hai subah
Hui dhoop zyada leke teri
roshini din chadha
Ishq wala love
Jhaakein baadlon ki jaali ke
peeche se
Karein chandini yeh mujhko
itna
Leke noor sara chand mera
yahin pe
Hai chupa chupa hua
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh
Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Jo aise hota jo milte tum
Ho jaate gum saath mere
Hotey hotey hoga samjhaayein
hum
Thum jaaye tham oh dil mere
Tutta zyada zyada taara jab
gira
Zara zyada zyada mangoon dil
tera
Kabhi zyada zyada maaney na
dil yeh surfira
Ishq wala love
Bada yeh dil nadaan tha
Aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Jo tune kaha tha dhako
Toh tune hi kyun zyada hua
Ishq wala love
Hua joh dard bhi toh
Humko aaj kuch zyada hua
Ishq wala love
Yeh kya hua hai kya khabar
Yehi pata hai zyada hua
Ishq wala love
Agar yeh usko bhi hua hai
Phir bhi mujhko zyada hua
Ishq wala love
Ishq wala love
Surkh wala soz wala faiz wala
love
Ishq wala love
Hota hai jo love se zyada
Waise wala love
Ishq wala love
Surkh wala soz wala faiz wala
love
Ishq wala love
Hota hai jo love se zyada
Waise wala love
Ishq wala love
 
Last edited:
Top