Ik Sawal to my god

:bony
Ae khuda kaun he tere siva jis se ham kus kahein,
Rona Chahta hun mein g bhar k aaj,
Magar ek kandhe k liye kis se kahein.
Na jane kuin yeh log pathron ki tarahan lag rahe hein aaj,
Aata he jo rasta tere dar pe vo kis se kahein.
Band he ankhein Dev ki aaj,
Meri sarhadd se muje mila do yeh ham kis se kahein.....
Ae khuda kaun he tere siva jis se ham kus kahein,
Dev Sarhaddi
 
Top