Humne to Mohabbat me koi gilla na kiya, Lekin unhone hamari mohabbat ka koi Silla na diya, Humne maange bina sab kuch de diya, Aur unhone humein kuch maangne ka mauka bhi na diya!