humari jindgi me ase uljhan aur tadpan kyu di

~¤Akash¤~

Prime VIP
ye kase tadap hai kase hai kase ye uljhan
na socho to kuch bhi nahi socho to bhut kuch
ye kase safar hai jo tha na karna
phir bhi safar taye karte hai hum
na ayenge wo ye humko pata hai
phir bhi intazar unka karte kyu hum
akele hi chalna hai phir bhi sath kyu chahte hai
ae khuda bata de mujhko ase chahat hi kyu di
humari jindgi me ase uljhan aur tadpan kyu di
 
Top