hum nahin jo aankhen nam kar de, itna hum pe aitbaar tum kar

~¤Akash¤~

Prime VIP
humpe ho yaken to yeh baat yaad rakhna,
dil sabse judta nahin ye tum bas yaad rakhna,
...
hum bewafa nahin ye tum bas yaad rakhna,
thaam ke haath chor de aisa humko na samajhna,
...
hum labon pe sajte hai humko hansi main dhoondhna,
hum nahin jo aankhen nam kar de, itna hum pe aitbaar tum karna...!!!
 
Top