Hath mein hath deta nahi aur humsafar hone ka dawa hai, naza

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hath mein hath deta nahi aur humsafar hone ka dawa hai,
nazar se nazar milati nahi aur pyaar hone ka dawa hai,
khirkiyaan sab kholee hain par saans hai ke aati nahi,
jaan leta ho meri aur jane jigar hone ka dawa hai.
 
Top