Hasna Zaruri hai-2

Justpunjabi

Lets_rock
Na ishq karna mere yaar
ye ladkiya bahut satati hai
na karna in par aitbar
ye kharch bahut karwati hai
recharge tum karwa ke dete ho
or number mera lagati hai



Teri yaad mein humne kalam uthaayi
Liya paper aur tasveer aapki banayi
Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...



Umeedo ki manjil toot gayi
Aankho se ashqo ki dhara beh gayi
Are tumahri bhi kya izaat reh gayi
Jab class ki ladki bhaiya keh gayi..



Pyaar Ise Kehte Hain
Jawani ko zindage ki nikhaar kehte hain,
pathjad ko chaman ka majdhaar kehte hain,
Ajeeb chalan hain duniya ka yaaro,
Ek Dhoka hain Jise hum sab PYAAR kehte hain!
 
Top