hamesha na sahi kuch palon ke liye hi apna samajhna...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
jab tak na ho yakeen dil ki baat na karna,
dil mein chupe kisi raaz ko izhaar na karna..
...
lafz hamare ho toh unko inayat na samajhna,
apno mein na sahi humko gair bhi na samajhna..
...
raaz e haal batane ke liye humko qabil samajhna,
hamesha na sahi kuch palon ke liye hi apna samajhna...!!!
 
Top