hai apna rasta.

~¤Akash¤~

Prime VIP
kitana akela hoon main,bhid main bhi tanha hoon main
na jaane kab ye tanhaiya rukhasat legi mujhase,
na jaane kab ye viraaniya door hogi,
shayad ab to jindagi bhar hai in viraaniyon se hi wasta,
na chah hai koi na hai koi manzil ab to,bus kanto aur viraaniyon se bhara hai apna rasta.
 
Top