haath bahar the kafan se yeh nishani likhna

ALONE

VIP
Mere marne k baad meri kahani likhna,

kaise barbaad hui meri jawani likhna,

or likhna k mere hoont khushi ko terse,

kaise barse mere aankh se paani likhna,

or likhna use intezzr tau bohot tha tera,

aakhri sanson mein wo hichkiyon ki rawani likhna,

likhna k marte waqt bhi deta tha dua tujhko,

haath bahar the kafan se yeh nishani likhna.
 
Top