dushman.... andaaz-e-dosti se mujhe.......

~¤Akash¤~

Prime VIP
kyaa sarokaar.... ab..... kisi se mujhe;
waastaa thaa... to thaa..... tujh hi se mujhe.

be-hisi kaa bhi...... ab..... nahin ehsaas;
kyaa huaa.... teri.... berukhi se mujhe.

maut ki aarzoo ...bhi... kar dekhoon;
kyaa... ummeedein theen ......zindgi se mujhe.

fir... kisi par... na.... aitbaar aaye;
yun utaaro.... na....... apne ji se mujhe.

teraa gam bhi na ho..... to ....kyaa jeenaa;
kuchh... tasalli hai .....dard..... hi se mujhe.

kar gaye ...kis tarah tabaah.
dushman.... andaaz-e-dosti se mujhe.......
 
Top