Old Lyrics Dil Ne Tadap Tadap Ke Lyrics - Faslah (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Dil ne tadap tadap ke tadpana sikha diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya
Dil ne tadap tadap ke tadpana sikha diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya

Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya
Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya

Bas itna janata hu mujhe tumse pyar hai
Aur pyar me na jit kisi ke na haar hai
Is ke siva jo yaad tha sab kuchh bhula diya
Is ke siva jo yaad tha sab kuchh bhula diya
Inaam ab mile ke saza sar jhuka diya
Diwana kar ke chhod de jo ik zamane ko
Mujhko usi nigah ne insaan bana diya.
 
Top