Old Lyrics Dhundata Hai Tu Kiska Sahara Lyrics - Sankalp (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Tuhi sagar
Tuhi sagar hai tu hi kinara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara

Uska saya hai tu uska darpan
Tere sine me hai uski dhadkan
Uska saya hai tu uska darpan
Tere sine me hai uski dhadkan
Teri aankho me uska ishara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara

Paap kya punay hai kya ye bhula de
Karam kar phal ki chinta mita de
Paap kya punay hai kya ye bhula de
Karam kar phal ki chinta mita de
Ye parikashya hogi dubara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara
Tuhi sagar
Tu hi sagar hai tu hi kinara
Dhundata hai tu kiska sahara
Dhundata hai tu kiska sahara.
 
Top