dard chupa hota hai.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Zakhm itne gehre hai ki izhaar kya kare,hum khud nishana ban gaye vaar kya kare,mar gaye par khuli rahi ankhein ab isse jyada unka intzaar kya kare


khuli jo ankhe to manzar ajeeb tha, dard tha magar wo dil ke kareeb tha, jinhe hum dhoondte the haatho ki lakeero me, pata chala wo kisi aur ka naseeb tha...


Har dil me dard chupa hota hai,bayan karne ka andaz juda hota hain,kuch ashkon me dard ko baha dete hain aur kisi ki hansi me bhi dard chupa hota hai.
 
Top