Lyrics Chupke Chupke Raat Din: Ghulam Ali

..::sHiNdA::..

:.-=šHïNda=-.:™
Singer: Ghulam Ali
Movie Name: Nikaah
Song Name: Chupke Chupke Raat Din
Music Director: Ravi

Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai - 2
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Khench le na voh mera parde ka kona daffatan - 2
Aur dupatte se tera voh munh chhupaana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Do paher ki dhoop mein mere bulaane ke liye - 2
Voh tera kothe pe nange paaon aana yaad hai

:):):):):)
 
prinzdude

Member
the song which i have is like this...

Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai - 2
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Tujhse milte hi mera wo kuchh bebak ho jaana mera - 2
aur tera daanton mein wo ungli dabana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Chori chori humse tum aakar mile the jis jagah -2
muddatein guzri par ab tak wo thikana yaad hai.
Humko ab tak aashiqui ka voh zamaana yaad hai
Chupke chupke raat din aansu bahaana yaad hai

Khench lena voh mera parde ka kona daffatan - 2

Top