Old Lyrics Chhod Ke Saari Duniya Lyrics - Thokar (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Chhodke main saari duniya ko,
Aayi naa re sawariya
Pichha chhodungi naa,
Naata todungi naa
Pichha chhodungi naa
Main to saari umariya
Chhodke main saari duniya ko,
Aayi naa re sawariya
Pichha chhodungi naa,
Naata todungi naa
Pichha chhodungi naa
Main to saari umariya

Jabse maine tujhko dekha,
Mann mein huwa ujiyara
Pyar ki manzil mujhko mil gayi,
Tera mila sahara
Jabse maine tujhko dekha,
Mann mein huwa ujiyara
Pyar ki manzil mujhko mil gayi,
Tera mila sahara
Preet hamari bani kahani,
Main hui bawariya
Pichha chhodungi naa,
Naata todungi naa
Pichha chhodungi naa
Main to saari umariya

Raah mein tori saiya
More apne nain bichhaau
Maang mein pag ke phool lagakar
Janam janam sukh paau
Raah mein tori saiya
More apne nain bichhaau
Maang mein pag ke phool lagakar
Janam janam sukh paau
Haath mein gajra, nain
Mein kajra more pag payaliya
Pichha chhodungi naa,
Naata todungi naa
Pichha chhodungi naa
Main to saari umariya.
 
Top