Old Lyrics Chahe Mona Ho Ya Meena Lyrics - Jab Andhera Hota Hai (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Chahe mona ya mina
Chahe barkha ho ya hina
Chahe mona ya meena
Chahe barkha ho ya hina
Apne liye sab ek hai
Chahe mona ya mina
Chahe barkha ho ya hina

Samajha rangeen khilona
Ek naya le lenge koi
Tuta to kahe ka rona
Humne ek hasin ko
Samjha rangeen khilona
Ek naya le lenge koi tuta to
Kahe ka rona
Is rang ka apna hai jina
Chahe barkha ho ya hina
Is rang ka apna hai jina
Chahe barkha ho ya hina
Apne liye sab ek hai

Kahi julfo ke saye soye
Kahi baho ke ghere me jage
Kahi julfo ke saye soye
Kahi baho ke ghere me jage
Ye rang bare paimane
Chalkege humare aage
Sikha hai najar se pina
Chahe barkha ho ya hina
Sikha hai najar se pina
Chahe barkha ho ya hina
Apne liye sab ek hai
Chahe mona ya mina
Chahe barkha ho ya hina
Chahe mona ya mina
Chahe barkha ho ya hina
Apne liye sab ek hai
Apne liye sab ek hai.
 
Top