Old Lyrics Barkha Ka Mausam Lyrics - Salaakhen (1975)

Goku

Prime VIP
Staff member
Barkha ka mausam
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam
Ji ko jalake chala jaye
Haye re ye pani agan
Laga ke chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam
Ji ko jalake chala jaye

Kabhi kabhi khoya
Hua mil bhi jaye
Jaye josh me
Fir mud ke na aaye
Kabhi kabhi khoya
Hua mil bhi jaye
Jaye josh me
Fir mud ke na aaye
Dharti se nabh tak
Andhera hi andhera
Jane kab suraj layega sawera
Sajan salona aisa no ho kahi
Gori tak aake chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam
Ji ko jalake chala jaye

Haye re ye pani agan
Laga ke chala jaye
Ji ko jalake chala jaye
Barkha ka mausam
Ji ko jalake chala jaye.​
 
Top