Full Lyrics Baarish - Sonu Kakkar - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Aaj se tum koi galat kaam nahi karoge
Aur vaada karo hamesha sath nibhaoge

Dil yeh kanch ka hai
Dil yeh kanch ka hai
Par iske tutne ki aawaz na
Kisi ne kabhi suni hai

Jitna bhi sambhalo yeh dil
Nahi hai sambhalta
Dard kaise dekhoge tum mere dil ka
Dard kaise dekhoge tum mere dil ka
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta

Teri meri kahaani ke kisse bade hain
Toota hai dil bikhre huve hisse pade hain

Aaja tu aaja hai dil yeh pukaare
Paagal sa dil hai yeh kaun sambhale
Kyun ho gaye tum mujhse juda

Pyar sacha har kisi ko kyun nahi milta
Pyar sacha har kisi ko kyun nahi milta
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta

Dil ke dardon ki davaa hoti nahi hai
Aakhein meri bhi bin tere soti nahi hain

Mohabbat junun hai khatam ho na paye
Mitt na sakegi chaahe hum mil na payein
Adhoori rahi main adhoora tu raha

Kya wajah hai jo tu mujhse ab nahi milta
Kya wajah hai jo tu mujhse ab nahi milta
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta
Baarish mein aasuon ka pata nahi chalta
 
Top