Azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ye aur baat hai hum tumako yad aa na sake
Dard pi ke bhi hum tumko bhula na sake
...
Ye fasalon ki hai basti isi liye yaron
Wo paas aa na sake hum bhi paas ja na sake ..
...
Sukun diya hai jamane ko mere nagamo ne
Azeeb baat hai khud hi ko hum hansa na sake...!!!
 
Top