Apne hisse ke zindagi to hum ji chuke, ab to bas dhadhkano ka lihaaz karte hain, Kya karen in duniya waloon ka jo, akhri saans pe bhi aitraaz karte hain..