Apna yar kisi aur ka ho jaye ga

Rona ata hai par ro nahi sakte, Tuje yaad kar sakte hai par bhul nahi sakte hai,
Kya karon meri jaan to meri Zindagi hai Par ab to meri mout ban rahi hai,
Tere kiye wade kaise bhul jau tere sath dekha sapna kaise bhul jau,
Zindagi main dekha sapna kab apna ho jaye ga,
Kya socha tha aur kya hua hai “APNA YAR KISI AUR KA HO JAYE GA”
[FONT=&quot]
by Sparta
[/FONT]
 
Top