Lyrics Amit Mishra, Aditi Singh Sharma - Itna Sannata Kyun Hai – Golmaal Again

[MarJana]

Prime VIP
Fursatain jo hain abhi,
Hongi na ye fir kabhi,
Uchaal do hawaon mein,
Khwahishein jo hain dabi, (x2)

Naache gaayein, chillayein,
Hum saath mein,
Keh rahi hain ye khamoshiyan,

Itna sannata kyun hai,
(kyun hai, haan kyun hai)

Itna sannata kyun hai,

Kyun hai..

Shor bhi, zaroori hai,
(zaroori hai)
Sharaartein bhi, hai laazmi,
(Hai Laazmi)

Hungame na kiye to fir,
Zidagi yeh kis kaam ki,

Gunjein zoron se apni ye dhadkane,
Yehi kehta hai dil ye mera,

E e e e e..kyu hai,
(kyun hai, haan kyun hai)

kyun hai..

Itna sannata kyun hai,

Fursatain jo hain abhi,
Hongi na ye fir kabhi,
Uchaal do hawaon mein,
Khwahishein jo hain dabi,

Naache gaayein, chillayein,
Hum saath mein,
Keh rahi hain ye khamoshiyan,

Itna sannata kyun hai,
(kyun hai, haan kyun hai)

Itna sannata kyun hai,​
 
Top