Aishwariya's Child !

*When Aishwariya gives birth to a child*


1 --> NDTV
► aish gives birth to a girl child.


2 --> Star News
► Aish aaj maa bani, aaiye uss doctor se baat karte
hai jinhone ye delivery kari.


3 --> Sahara news
► Aish Maa bani aur pura bharat jashn mana raha
hai.
apni shubhkamna bhejne ke liye sms kare "454443" par.


& finally sare news channels ka baap --



4 --> Aaj Tak
► Aish ke bache ki aankhein Amitabh se milti hai,
kya yeh amitabhh ki aulad hai ?
kya bacchan parivar ne sharam ki sari hadde par kar di hai , raaz
khulega raat 9 baje !!
 
Top