Nasamajh hain wo jo hal-e-dil samajh nahi pate, In bechain dhadkano ki sadaa sun nahi pate, Ise apni badkismati kahoon ya fir unki bewafai, Aisa hi hota ki ham izhaar-e-mohabbat kabhi kar hi nahi pate.