agar tum na hote

ash_haaz

Ik GumNaaM ShaYaR
*
.
na din hota na raat hoti.
Naa ye chaand taaro ki sogaat
hoti.
Aur naa meri itni aukaat hoti .
agar tum na hote.
Agar tum na hote.
.
.na main shayar ban ta.
Na subah hoti .na din dhal ta.
Aur na ash'haaz andar andar jal
ta.
Agar tum na hote.
Agar tum hote.
.
Na baith ta raato ko ash'haaz
tanhaiyi me.
Karta bhi kya teri yaad aayi me.
Sab ne tha roka par main nhe
maana.
Na doobta JAI dard dil ke andar
dbaayi me.
.agar tum na hote
agar tum na hote.
.



Writter-- ''Ash'Haaz''
 
Ginni%20Singh.gif
 
Top