Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyun aaj tere na

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon main guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq main har gam pe rona aaya…
Jab hua zikar zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-nakaam pe rona aaya
 
Top