aashisho ka aanchal bhar ke

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
aashisho ka aanchal bhar ke
pyare baccho laye ho
yug janni, me bharat mata
duwar tumhare aaye hu
tumhi mere bhavi rakshak
tumhi meri asha ho
tumhi mere pran pipasa
tumhi bhagya vidhata ho
maryada ka tyag sheel ka phat mila raghu rahi se
karm bhakti ka phat mila he tumko krishana kanhai se
bhishma pitamaha ne sikhalaya kise pratigya kahae he
dharma raj ne sikha sikhai kese sankat sehte he
chetak wale maharana ne marna hamko sikhalaya
veer shiva ne loha lekar jeevan ka path dikhala
rana ki sanse chalti he veer tumhari chathi me
 
L

Lalit sawriya

Guest
I like this poem very much.. Kyk meri mammy hamesha hum bhai bahno ko ye poem sunati he.
 
U

Unregistered

Guest
i like this poem but 1 line is missing isliye judge ne school mein compitition mein mujh fail kar diya
.
please 1 line missing wali daal do warna aur bi judge bacchon ko fail kar dengge DHANYA VAAD
 
U

Unregistered

Guest
I like this poem b'cz this poem remembered me my childhood.-ranu
 
O

OP Manhar

Guest
The Remaining lines..

Bapu Ne Ajadi Lakar Di hai nanhe hatho me,
Neharu Chacha ne Dhala Hai Tum Sabko Ispato me
Mughe Bhachan Do karo Pratigya, Meri Man Badhayo ge,
Janam Janam tak mere bete bankar shukh Pahuchayo ge.
 
U

Unregistered

Guest
chandragupt ki tadap bhari talvar mili h thati me
,s anga ki sanse chalti h vir tumhari chhati me
paorush ki pratima kahlati rani laxmi bai hai
dayanand ne swabhiman ki garima tumhe lutai hai
bapu ne aazadi lakar di h nanhe hatho me
nehru chacha ne dala h tum sabko ispato me
lal bahadur ne sikhlai hathiyaro ki paribhasha
chhipi nahi h beto tumse mere man ki abhilasha
mujhe vachan do karo pratigya mera man badaoge
janm janm tak mere bete bankar sukh pahu chaoge



tumhari
 
U

Unregistereshiv meena

Guest
बापू का पथ

सर बाल भारती मे एक और कबिता थी उसकी कुछ लाइनें मुझे याद है! उसका शीर्षक है " बापू का पथ"

किया अपावन उसने पावन दृगजल से नहला के
झुका धरा का सारा बैभव उसके तप के आगे
दान दिया जिसने अपने को वह जग से क्या माँगे
 
U

Unregistered

Guest
aashisho ka aanchal bhar ke pyare baccho laye hu
yug janni, me bharat mata, duwar tumhare aaye hu
tumhi mere bhavi rakshak, tumhi meri asha ho
tumhi bhagya vidhata tumhi mere pran pipasa ho
maryada ka tyag sheel ka paath mila raghu rahi se
karm bhakti ka paath mila he tumko krishana kanhai se
bhishma pitamaha ne sikhalaya kise pratigya kahae he
dharma raj ne sikhalaya, kese sankat sehte he
chetak wale maharana ne marna hamko sikhalaya
veer shiva ne loha lekar jeevan ka path dikhalaya
chandragupt ki tarap bhari talwar mili hai thaati me
rana ki sanse chalti he veer tumhari chathi me
 
U

Unregistered

Guest
कविता की अंतिम पंक्तियाँ नहीं होने से अधूरी हैं. सभी मिल कर याद करें व पूरी करें। यही निवेदन है।
 
U

Unregistered

Guest
I felt very happy after reading this poetry, this is my very interesting poetry, i get first prize in my school days in the year of 1986.
 
R

Rishikesh sharrma

Guest
ऑशिषो का ऑचल भर के
प्याोरे बच्चोक लाई हू ।
युग जननी में भारत माता
द्वार तुम्हा रे आयी हू।
तुम्हीत मेरे भावी रक्षाक
तुम्हीत मेरी आशा हो ।
तुम्हीत मेरे प्राण पिपाशा
तुम्हीत मेरे भग्यण विधाता हो।
मर्यादा त्याहग शील का पाट मिला रघुराई से
कर्म भक्ति का पाठ मिला है, कृष्णई कन्हायई से
भीष्मद पीताम्हम ने सिखलाया किसे प्रतिज्ञा कहते है।
घर्मराज ने सिखलाया कैसे संकट सहते है ।
चेतक वाले महराणा ने मराना हमको सिखलाया ,
वीर शिवा जी ने लोहा लेकर जीवन का पथ दिखलाया,
राना संगा की सेना चलती थी ,वीर तुम्हापरी छाती में
चद्रगुप्त की तड़प भरी तलबार मिली थाली में
पोरष की प्रतिमा कहलाती रानी लक्ष्मीर बाई ,
दंयानंद ने स्वाभीमान की गरिमा तुम्हे लुटाया है ।
बापु ने आजादी लाकर दी नन्हे हाथे में ,
,नेहरू चाचा ने डाला है तुम सब को इस्पाेतो में
लाला बहादूर ने सिखलाया हथियारो की परिभाषा
छिपि नही है ।बेटो मेरे मान की अभिलाषा
मुझे वचन दो करो प्रतिज्ञा मेरा मान बढाओगे
जनम –जनम तक मेरे बेटे बनकर सुख पहुचाओ
ऑशिषो का ऑचल भर कर प्या रे बच्चेह लाई
ya puri kavita balkavi bairagi ji ki
regarda rishikesh sharma
 
Top