Lyrics Aashiq Banaya Aapne - Hate Story 4

Mere bin sooni hain dil ki rahein,
Mere bin pyaasi sabki nighahein, (x2)

Jo mile bole bhar ke woh aahein,
Suniye..

Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne, (x2)

Sinne mein ghul ke,
Ishq dhadke toh maza hai,
Hothon se padh le,
Woh jo hothon pe likha hai,

Meri nighahon mein tera chehra rawaan hai,
Gehre hain armaan jaanejaan pagal sama hai,

Aashiqui mein haaye kaisi,
Waadiyan hain khili,
Jaan jaan keh ke tune,
Jaan meri le li,

Mere bin shamein hain benazara,
Mere bin beziya har sitara,
Mere bin ishq hai besahara,
Suniye..

Aashiq banaya..
Aashiq banaya..
Aashiq banaya aapne, (x3)
 
Top