Aandhi ka pahile jhonka bhi na aaya aur haath chhod diya...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Shaayad humne hi Ishq ki kitaab ko poora nahi padha
Par bewafai karke usne naya baraq jod diya....
Iske pahile ki ishq ke paimane chalkne paate
Jaalim husn ne sheeshe ka dil tod diya...
Waada kiya tha nibhyenge ta umra saath tumhara
Aandhi ka pahile jhonka bhi na aaya aur haath chhod diya...
 
Top