dil ko jab aata hai khayal unka.... tasveer se poochhte hain fir haal unka... woh poochhte the judai kya hoti hai.. aaj samajh main aaya hai sawal unka....