Old Lyrics Aa Ke Dard Jawaan Hai Lyrics - Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1974)

Goku

Prime VIP
Staff member
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai
Sajna haye
Raat ka ishara hai
Pyar ne pukara hai
Rat ka ishara hai
Pyar ne pukara hai
Baho me le le mujhe

Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai
Sajna haye
Raat ka ishara hai
Pyar ne pukara hai
Baho me le le mujhe
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai

Aisi badariya
Pahli bar chayi hai
Jhum ke uthi to hai
Barsane na payi hai
Aisi badariya
Aisi badariya
Pahli bar chayi hai
Jhum ke uthi to hai
Barsane na payi hai
Meri ye nigahe
Garam bahe ab na manengi
Meri ye nigahe
Garam bahe ab na manengi
Aakhir teri sanse
Mere dil ka dard janengi
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai
Sajna haye rat ka ishara hai
Pyar ne pukara hai
Baho me le le mujhe
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai

Najare gulabi ho to
Har say gulabi hai
Meri najar se dekho
Duniya sarabi hai
Najre gulabi ho to
Najare gulabi ho
To har say gulabi hai
Meri najar se dekho
Duniya sarabi hai
Dekho mere dil
Me aaj kaisi bekarari hai
Dekho mere dil
Me aaj kaisi bekarari hai
Ghayal mai hiraniya
Mere dil ka tu shikari hai
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai
Sajna haye rat ka ishara hai
Pyar ne pukara hai
Baho me le le mujhe
Aa ke dard jawan hai
Aa ke dard jawan hai.
 
Top