A Touching Luv story of Two Birds



*Do chidiyo ki prem kahani*

Ek din chida bola--: mujhe chhod kr kabhi tum ud to nahi jaogi.?

Chidiya--: ud jaun to tum pakad lena.

Chida--: main tume pakad skta hu pr fir pa nahi skta.

Chidiya ki ankho mai ansu a gae, usne apne pankh tod liye or boli ab hum hamesha sath rahenge.

Ek din jor se tufan aya chida udne laga. Tabhi chidiya boli tum ud jao main nahi ud skti.

Chida--: apna khayal rakhna, kehkar ud gya.

Jab tufan thama aur chida vapis aya to usne dekha chidiya mar chuki thi or ek dal pe likha tha......
"Kash vo ek bar kehta ki mai tumhe chhod kar nahi ud skta to shayad mai tufan ane se pehle nahi marti"

 
Top