Tent aur sitare.

aman1987

Aman Jatt
2 dost safar par ja rhe thy raste me raat hogai wo TENT lga k sogye.

RAAT ko 1 ki ankh khuli usne dosre dost ko jga kr kaha- asman ki tarf dekh k bta tuje kya nzr a rha h?

2nd BOLA boht sare sitare

1st- is se kya pta chlta hai ?

2nd: asman khubsurt h or roshni b hai.

1st: Abey bhootni k koi TENT Utar kr le gya hai.......:lol2
 
Top