Suno Aise Nahi Karte

yugi

Elite
USe keh do
hazaron pal tumharey bin
na pucho kaise kattay hain

kabhi yadian rulati hain ,
kabhi musam satatey hain

USe keh do
hum aye hain hamain mayoos na kerna
hamara maan rakh leena
hamain wapis nahin jana

hamian dil mein basa lena
hamain apna bana lena
bohat tarpe howe dil se bohat rotha nahin kertay
Muhabbat to ibadat hai
Ise ruswa nahin kertay
zamaney se chupatey hain
kabhi chrcha nahin kertay

Suno aise nahin kertay
Suno Aise nahin kertay
 
Top