Nittu_pathania
Member
Judayee ki ramein nibhana aasaan nahi hai mere dost.
Hum to rasmein ulfat bhi nibha nahin paaye.
Tera pyaar hamne kudh se juda kar diya.
Par aansuon ko hum apne baha nahi paaye.
Tune bhi hamse na pucha kabhi haale Zigar hamara.
Hum bhi apni barbadi ki daastan suna nahin paaye.
Teri Kushi bhi shayad tere dil ka dard ho.
Magar hum to hazaar khushiyon se bhi tera Gam bhula nahin paaye.